Wednesday, July 8, 2020

Zara Thehro lyrics by Ammal Mallik | Armaan Mallik | Tulsi Kumar

Zara Thehro Lyrics by Armaan Mallik, T-Series presenting the latest Punjabi Song "Zara Thehro" sung by Ammal Mallik and Tulsi Kumar and featuring with Mehreen Pirzada.

Zara Thehro Lyrics - Armaan Mallik

Zara thehro zara baitho karni hain baatein..
Paas aao aur thoda sard hain raatein
AAsaan hota to main kabka keh chuka hotta
Aise tumhare saamne Khamosh na rehta
Zara thehro zara baitho karni hain baatein..
Paas aao aur thoda sard hain raatein

Meri aakho mein saanson mein pehle bhi yeh khaab chalta raha
Teri neendon mein chupke se jaane se jaane kyon darta raha
Baarish ki boondon sa yeh dil girta barashta hain...
Tum paas hote ho magar phir bhi tarashta hain
Zara thehro zara baitho karni hain baatein..
Tumko paana vchahti hain meri barssaatein...

Koi aaye na jaye na aao na aisi jagah pe le chaloon...
Jahan waqt hamara ruka ho aur main apnedil ki kahoon...
Dharkan ko apni ek pal aaraam na dena 
Is mod pe aa kar dil ko tod na dena...
Zara thehro zara baitho karni hain baatein..
Aur thodi der chalne do mulaaqatein....
Hooooo.............