Showing posts with label Payal Dev. Show all posts
Showing posts with label Payal Dev. Show all posts

Tuesday, August 11, 2020

Baarish Lyrics by Payal Dev, Stevin Ban

Baarish Lyrics by Payal Dev : VYRL Originals presenting Punjabi latest Punjabi Song "Baarish" sung by Paya Dev & Stevin Ban. The lyrics of this song is written by Kuannal Vermaa, while the music of this song is given by Aditya Dev. 

Baarish Lyrics by Payal Dev & Stein Ban

Yaad Aa Jaati Hai
Mujhe Vo Teri Hasi
Muskura Jaati Hai
Khud Ye Palkein Meri

Kabhi Aisa Bhi Hota Hai
Bhula Deti Mai Tujhko
Magar Boondein Meri Har
Koshish Barbaad Karti Hai

Tumhe Baarish Bada Yaad Karti Hai
Tumhe Baarish Bada Yaad Karti Hai
Aaj Bhi Mujhse Teri Baat Karti Hai
Tumhe Baarish Bada Yaad Karti Hai

Vo Pelhli Nazar Vo
Chehraa Tumhaara
Jab Ankhon Se Tumko Tha
Dil Mein Utaara
Main Bhoola Nahi Hoon
Panaahon Ko Teri
Wo Jisme Tha Maine
Zamaana Guzaara

Bichadne Se Pehle Tera
Wo Mujhse Lipat Jana
Wo Bebas Nigaahein Meri
Ab Tak Fariyaad Karti Hai

Tumhe Baarish Bada Yaad Karti Hai
Tumhe Baarish Bada Yaad Karti Hai
Aaj Bhi Mujhse Teri Baat Karti Hai
Tumhe Baarish Bada Yaad Karti Hai


⭐ Whatsapp Status Video " Baarish by Payal Dev" -- Click Here 


Wednesday, July 8, 2020

Kyon - B Praak | Payal Dev

Kyon Song lyrics by B Praak, Apni Dhun presenting the latest Punjabi Song "Kyon" sung by B Praak & Payal Dev,  the lyrics of this song is written  by Kunal Vermaa. The music of this song is composed by Payal Dev.

Kyon Lyrics - B Praak | Payal Dev

Relationships End
People Changed
But Memories Stay Forever.....

Humein Yaad Karke
Tera Bhool Jaana
Dil Nahi Samjha
Tera Dur Jaana

Humein Yaad Karke
Tera Bhool Jaana
Dil Nahi Samjha
Tera Dur Jaana

Sab jhoot tha woh tera hasna hasaana
Tu bewafa fer bhi dil ye naa maana
Jaane wale laut kar tu aaya kyon nahi ?
Aaunga mai bol kar tu aaya kyon nahi ?
Koi waada tune phir nibhaaya kyon nahi ?
Aaunga mai bol kar tu aaya kyon nahi ?

Jaane wale laut kar tu aaya kyon nahi ?
Aaunga mai bol kar tu aaya kyon nahi ?
Koi waada tune phir nibhaaya kyon nahi ?
Aaunga mai bol kar tu aaya kyon nahi ?

Mai Khaab kaise dekhu naye
Aasoo tere hain meri palkon tale
Toota nahi mera yakeen 
Badle nahi kabhi hum tere liye
Sach ho na jaaye duniya ki baatein 
Khamosh kar de zamaane ko aa ke
Jaane wale laut kar tu aaya kyon nahi ?
Aaunga mai bol kar tu aaya kyon nahi ?
Koi waada tune phir nibhaaya kyon nahi ?
Aaunga mai bol kar tu aaya kyon nahi ?

Jaane wale laut kar tu aaya kyon nahi ?
Aaunga mai bol kar tu aaya kyon nahi ?
Koi waada tune phir nibhaaya kyon nahi ?
Aaunga mai bol kar tu aaya kyon nahi ?